Rangrez Hindi Song By Arjun Kanungo And Aisha Sharma, Lyrics Written By Shakeel Azmi, Sung By Arjun Kanungo And Music Composed By Anurag Saikia.
Song | Rangrez |
Starring | Arjun Kanungo And Aisha Sharma |
Singer | Arjun Kanungo |
Lyrics | Shakeel Azm |
Music | Anurag Saikia |
Director | Ravi Jain |
Rangrez Song Lyrics English
Milo Dobaara Kisi Din Mujhe
Nigahon Mein Saazishein Liye
Yoon Hi Zara Mere Paas Aao Tum
Mohabbat Ki Baarishein Liye
Inn Sada Sada Berangiyon Mein Koyi
Rang Aake Laga Jao Tum
Kabhi Aao Tum Kabhi Aao Tum
Rangrez Mere Rangrez Mere
Kabhi Aao Tum Ho
Kabhi Aao Tum Kabhi Aao Tum
Rangrez Mere Rangrez Mere
Kabhi Aao Tum Ho
Tere Khayalon Ki Ek Sadak Hai
Jispe Sang Tere Chalta Hoon Main
Main Banke Sooraj Tujhi Mein Nikloon
Aur Tujhme Hi Jalta Hoon Main
Mere Dhoop Dhoop
Inn Mausamon Pe Kabhi
Shaam Ki Tarha Chha Jao Tum
Kabhi Aao Tum Kabhi Aao Tum
Rangrez Mere Rangrez Mere
Kabhi Aao Tum Ho
Hawa Mein Ghul Ke Tu Khushbuon Si
Zulf Ki Tarha Mujhpe Bikhar
Tu Bheege Baadal Ki Seedhiyon Se
Meri Aankhon Ki Chhat Pe Utar
Apni Boond Boond
Chahat Ki Barsaat Mein
Mujhko Poora Bheega Jao Tum
Kabhi Aao Tum Kabhi Aao Tum
Rangrez Mere Rangrez Mere
Kabhi Aao Tum Ho
Kabhi Aao Tum Kabhi Aao Tum
Rangrez Mere Rangrez Mere
Kabhi Aao Tum Ho
For More Lyrics Visit My Lyrics Friend – Get Some Latest Song Lyrics From Your Lyrics Friend. Click On Search Button, Enter Your Search Keyword, Find The Right Song And Enjoy Reading Lyrics.